facebook delete karne ka tarika (Step By Step Guide)

Share:
facebook delete karne ka tarika


Facebook delete karne ka tarika. dosto, aaj ke is article me aap ka swagat hai, dosto aaj ham jaanege ke facebook delete karne ka tarika kya hai.

Dosto, aaj ham detail me baat karenge ke agar aap apna facebook id delete karna chahite hain to facebook id asaan se delete kar sakte hai.

Aur is article me ham aap ko ye bhi batayenge ke kyu aap ko facebook id delete karna chahiye, to dosto bane rahiye hamare saath aaye shuru karte hain. 

ham aap ko puri jankari dene wale hai, is liye aap is article ko pura padhe. Take aap ke maloom ho sake ke facebook delete karne ka tarika kya hai.aur saath hi saath facebook ko deactive bhi karne ka tariqa aap ko batayenge. Facebook deactive karne ka matlab ye hai aap account to facebook par hoga lekin aap ko koi facebook par khoj nahi sakta, aap ka photo nahi dekh sakta, aap se koi chat nahi kar sakta. Bahut se log is topic pe google me search karte hain ke facebook account delete kaise kare. How to delete fb account, delete facebook account permanently.

Kya hame facebook id delete kar dena chahiye

Dosto, shayad aap ne bhi kabhi facebook se bezaar hokar facebook id delete karne ke baare me socha hoga. Dekhye facebook ek aisa platform hai jaha har tarah ke log aate hain aur apne kaam ke liye use use karte hain. Bahut se logo ke saath bahut tarah ke problems hote hain isliye wo chahte hain ke facebook account delete karde. Lekin unko maloom nahi hota ke kaise facebook id delete kare. Kuch points hain jise aap apne dimag me rakhe.

  • agar aap facebook par active rahte hain aur apna ziyadatar waqt sirf facebook par entertainment me laga dete hain aur apna koi bhi kaam nahi karte hain to aise me aap ko apna facebook account delete kar dena chahiye.

  • Kabhi kabhi aisa hota hai ke ham social media me dusro ko dekhte hai aur ham log demotivate ho jate hain aur apne aap ko inscure mahsoos karte hain. Aise me aap ko facebook id hi delete kar dena chahiye taake ham khud ko inscure feel na kare.

  • Aap jab facebook par logo dosti karte hain, to unme kai log achche hote hain aur koi log fake id banate hain, aur aap apna time aur energy waste kar dete hain. To apne aap ko in sab jhanjhat se bachana hai to aap ko facebook id delete hi kar dena chahiye.

  • Aap ghour kare ke aap kab apne dost ya relative se sahi se baat karte hain, jab bhi baat karna ho to social media ke zariye chat karte hain. Kabhi kabhi to aisa hota hai ke ham log dost ke saath baithte hain lekin sab apne apne mobile me busy hote hain. 

  • Kabhi kabhi aap ka facebook log hack karne ki koshish karte aur aap ko hamesha dar laga rahta hai ke kahi koi aap ka facebook hack na ho jaye, to insab se bachne ke liye aap ko facebook id delete kar dena chahiye.

  •  Dosto aise kaur wajah hai jis ki wajah se aap ko apna facebook delete kar dena chahiye taake aap ke future par koi asar na pade.

Facebook Delete Karne Ka Tarika

Facebook delete karne ka tarika. Dosto, ab mai step by step batata hu ke aap aasaani se facebook delete kaise kar sakte hain.

Step 1: sab se pahle aap Facebook ki id par jaye aur  uper side corner me click kare aur setting & privacy par click kar ke phir setting par click kar de.


facebook delete karne ka tarika


Step 2: your Facebook information par click kar de

facebook delete karne ka tarika


Step 3: uske baad thoda mouse ko scroll kare aur last option deactivation aur deletion par click kar de.

facebook delete karne ka tarika

Step 4: uske baad aap delete account par tik laga kar continue to account deletion par click kar de. Ab aap ka facebook id delete ho jayega.

facebook delete karne ka tarika

Note: jab aap facebook account ko delete kar denge to aap ka sara data aur information, content sab khatam ho jayega. Aap ka messenger aur massege bhi delete ho jayega. Aur ek khaas baat ye hai ke wahi par deactivation account ka bhi option hai agar aap deactivation account par tik laga kar continiue ao Account deactivation par click kar denge to aap ka facebook account disable ho jayega aur aap ka photo, aur wo chize remove ho jayega. Lekin aap messenger use kar sakte hain. 

Post a Comment

कोई टिप्पणी नहीं